ek ajeeb si kahani hai es jindgi ki meri
behti nadi ka pani hai jindgi meri
yun to ek pal mein uth khada hojata hun main
aur dusri taraf tufan mein fasi kashti hai meri.
najane kitne bhavar se main khud ko nikal ke laya hun
na jane kitne pahado mein main takraya hun..
ek ajeeb sa dhundla rasta hai jindgi meri.
ek ankahi ansuni dasta hai jindgi meri..
bhagwan se kuch kaho ya kuch maango insan se
es kasmakash mein fasi hai tamanna meri.
ek doobte hue tinke ka sahara dhunda karte hain..
ek haseen khwab ko jindgi samajh ke jiya karta hain..
ek pal mein yun khudko akela meshsus kiya
to pata chala kitni suni hai jindgi meri..

No comments:
Post a Comment